Aankhon Ke Rang
Aankhon ka rang, baat ka lehja badal
woh shakhs aik shaam main kitna badal
kuch din to mera aks raha ayeena naqsh
phir yoon huwa k khud mera chehra badal
jab apnay apnay haal pay ham tum na reh sakay
to kiya huwaa jo ham say zamana badal
kadmon talay jo ret bichi thi woh chal pari
us nay churaaya haath to sehra badal
koi bhi cheez apni jageh par nahin rahi
jaatay hi aik shakhs kay kiya kiya badal
ik sarkhoshi ki moj nay kaisay kiya kamal
wo be niaaz saara ka saara badal
uth kar chala
parda utha to saara tamaasha badal
hairat say saaray lafz usay dekhtay rahay
baaton main apni baat ko kaisay badal
kehnay ko ik sehan main deewar hi bani
ghar ki fiza makaan ka naqsha hi badal
shaayad wafa kay khel main uktaa
manzil kay paas aakay jo rasta hi badal
qayem kisi bhi haal pay dunyaa nahin rahi
tabeer kho gayee kabhi sapna badal
manzar ka rang asal main saaya tha rang ka
jis nay usay jidhar say bhi dekha badal
andar kay mosaamon ki khabar us ko ho gayee
us no bahaar naaz ka chehra badal
aankhon main jitnay ashaq thay jugnoo say ban gaye
woh muskuraaya aur meri dunyaa badal gayee
apni gali main apna hi ghar dhoondtay hain log
amjad yeh kon shehar ka naqsha badal
Submitted By-
Akshat Kumar
B.E. IInd Yr. (C.E.)
1 comment:
very well said ..
ye aap ki khud ki hai ???
agar nahi to kiski hai ??
aur agar aap ne khud likhi hai to ...
kamaal kar diyaa hai aap ne
Post a Comment